On Thu, 11 Nov 2004 01:39:50 +0530 SeekingGyan linuxlinux@gmail.com wrote:
Venkyji , sadar pranam,
On Tue, 09 Nov 2004 17:52:49 +0530, Venkatesh Hariharan venky1@vsnl.com wrote:
these languages are included with FC3. These fonts have been released under GPL.
main indlinux key sajha prayas ka abhari hu key sangnak key yug mein apney desh ki parampara aur sanskritik dharohar ko ek naye ayam / uchayee tak leyja saktey hai ...
main yeh khabar sun kar bahut utsahit hu key redhat ney bhartiya bhasha ko itna mahatva diya hai.
kya hum in fonts ko jal sey utar saktey hai ? kya yeh unnati key saath uplabdh hai ? kya yeh font ko khidki key saath istamal karsaktey hai ?
is package ko download karen http://download.fedora.redhat.com/pub/fedora/linux/core/3/SRPMS/ttfonts-indi...
Regards, Karunakar